Thursday, 17 December 2015

Tukur Tukur Lyrics

Tukur Tukur Lyrics



Tukur Tukur Lyrics song by Arijit Singh

Pa ra re pa...

Ai yai ya Vasco da Gama
Ai yai ya pagdi pajama
Hey ai yai ya Vasco da Gama
Ai yai ya pagdi pajama

Hosh mein hi sahi
Magar gustakhiyan ho zara
Aa tujhe choom loon
Bhale badnaamiyan ho zara

(Tukur tukur tukur tukur..)

O... hosh mein hi sahi
Magar gustakhiyan ho zara
Aa tujhe choom loon
Bhale badnaamiyan ho zara

Husn hai bekaabu agar (aau..)
Husn hai bekaabu agar (hatt!)
Kaahe jazbaat ko kaabu mein rakhe baalma

Tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur
Dekh taka tak (x4)

Ai yai yai ya Vasco da Gama
Ai yai yai ya pagdi pajama (x2)

Pyaar kya cheez hai
Peechha chhode naa wo marz hai
Umr bhar sar se jo
Miyan utre na wo karz hai
Iss se bach ke rehna zara
Iss se bach ke rehna zara
Nazar andaaz naa kar mashwara ye kaam ka

Tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur
Dekh taka tak (x2)

Pa pa pa.. oo.

Share This

No comments:

Post a Comment

Designed By Blogger Templates